Original caption
Maine AI se kaha: "AI, mujhe 2050 ki sair karwao." Us ne kaha: "Aao, chalte hain." 🤖 Phir jo maine dekha... woh aap khud dekho. 🌍🚀 Agar AI isi speed se grow karti rahi, to 2050 ki duniya kaisi hogi? Ye ek AI-generated future concept hai, prediction nahi. #HayatAIAutomation #HayatAI #AI #Future #2050