Loading video…
Hook
Number 1. Ghar mein ye choti wali mirror ki sheesha ek ek karke nikal do. Ab saare mirror ki plastic ko safed rang se acche se rang do. Ab ise deewar par lagao. Lo, aapne deewar ko aesthetic bana diya. Number 2. Ghar mein padi purani jeans ko frame ke hisaab se peeche wala thaila wala hissa alag kar do. Ab ise frame mein fit kar do. Phir isme chashma lagakar bana do smart sa frame. Number 3. Ghar par padi purani dibbi ki dakkan le lo. Ab use rang kar uspar apne hisaab se koi sa bhi design de do. Isi tarah paanch se che aur bana lo. Ab ise deewar par lagao. Koi yakeen nahi karega ki phenki hui dibbi se bana hai.
More breakout videos from this creator.