Hook

Their other posts in the index, biggest breakout first.
Saas the real culprit? Woh le bana deti hai humko gas hota hai bhai. Tum aur banaya karo. Roz roz bahu. Bahu. Ji mummy ji. Mere bauji ka pet kharab hai tum aisa karo khichdi bana do. Mummy ji main abhi sara kaam nipta ke Tinku ko padhane baithu. Bauji ka kaam hota rahega na tum bauji ke liye khichdi bana do. Aise behas karne lagti ho humse. Hum baar baar tumse nahi bolenge. Are bahut chala rahi ho bachi ko. Humne kab kaha nahi khayi. Kha lenge beta hum sab kha lenge. Tum apna kaam karo. Bachon ko padhao jao. Bahut badhiya bahu. Bahut achha kaam kar rahi ho lage raho. Bahu kaise pocha laga rahi hai ekdum ragad ragad ke saaf nahi kar rahi hai. Matlab hum bata rahe hai baki tum dekho. Bahu. Ji ji bauji. Bauji ka na samaj mein izzat hai. Char logo mein uthna baithna hai. Aise jaogi kya? Beizzati karaogi saare samaj mein. Kahan kahan bachi chilla rahi ho. Tumhari toh aajkal ka fashion hai beta tum jao. Witp Baigan.