Hook
Muzaffargarh New Anthem Ek soch ne Umeed ki kiran jagai Utho Muzaffargarh Ab waqt hamara hai Mehnatain apni hain ye Aasman sara hai Apne aangan se Ab duniya ko jeetna hai Digital Muzaffargarh Har jawan ka sitara hai Haathon mein hunar ho To jhukti hai duniya Berozgari ki kaali Ab chhat ti hai baliya Screens ki roshni mein Andhere mita diye Sachi lagan ne Murkar humein nahi dekha Bina lalach ke jisne Apno ka dard samjha Ilm ka aur hunar ka Saccha sathi aa gaya Is mitti ke bachon ko Apne pairon pe khara karaya Zidd thi yehi ke Apna shehar aage badhaye Khubsurat designs ho Ya website ke rang Freelancing ke maidan mein Apna hai alag dhang Apne kamron mein baith kar Hum banenge misaal Pakistan dekhega Ab Muzaffargarh ka kamaal Utho Muzaffargarh Ab waqt hamara hai Mehnatain apni hain ye Aasman sara hai Apne aangan se Ab duniya ko jeetna hai Digital Muzaffargarh Har jawan ka sitara hai Dil ki dharkan Digital Muzaffargarh Pakistan ki jaan Apna Muzaffargarh Hunar ki pehchan Muzaffargarh Pakistan ki jaan Apna Muzaffargarh Hunar ki pehchan
More breakout videos from this creator.