This is my amount. This is my amount. Kya tumhare amount mein ek BMW aa sakti hai? Mere amount mein? Aa jayegi. Kya tumhare amount mein pani puri aa jayegi? Haan aa jayegi. Land Rover aa jayegi? Land Rover hi kehte hain. Range Rover hota hai. Range Rover sorry. Land Rover Range Rover. Haan Land Rover. Land Rover aa jayegi? Aa jayegi. Aur Range Rover bhi? Ek baar mein na sirf ek hi question pucho. Batao Range Rover bhi aa jayegi? Aa jayegi. Ye cheating mat karo. Chillao mat. Abey chilla nahi raha hoon. Theek hai. Is mein BMW aa jayegi? Nahi. Is mein Europe ki trip ho jayegi? Haan ho jayegi. Is mein burger aa jayega? Haan aa jayega. Tum burger pani puri pe hi rehna theek hai? Tum is se zyada soch nahi pa rahi hogi na? Jitna mere ko lagta hai na, tum thodi si chindi type ki ho. Control. Control. When it comes to your money. You are at my money. You are so. Tumne socha hai jo maine socha hai woh tumhara money hai ki mera money hai? Baat toh sahi hai. Game se divert mat ho. Yaar tumhara amount itna zyada hai. Acha Land Rover kitne ki hoti hai? 4 crore, 5 crore, 6 crore. Range Rover bhi hoti hai. Aapke liye toh 70 lakh, 80 lakh, 90 lakh. Toh tum aa kya, kya tumhara amount crore? Acha humko sikha diya hai. Ye mat pucho yaar. Ye kya cheating hai? Theek hai, theek hai, theek hai. Kaunsi gaadi thi jo tumko bahut pasand thi jo maine cake pe banwayi thi? Eventide all. Eventide all aa jayegi tumhare? Tumhara karodon mein nahi hai. Main samajh gayi hoon. Aur abhi toh ruko. Climax abhi baki hai. Kya tumhare amount mein 5 zero hai? Ye nahi puch sakte. Kitna zero hai? Nahi ye ye nahi hai. Question pucho ki kya aa sakta hai, kya nahi aa sakta. Car aa jayegi? Nahi. Matlab nahi aa payegi mere amount mein. Tumhare amount mein nahi aayegi yaar. Theek hai. Kya tumhara amount 1 crore hai? Nahi. XUV 3XO aa jayegi? Nahi. Yaar ek baat batao, mere ko Land Rover ka sara woh dekhna padega. Kya tumhare amount mein sabse basic wali Land Rover aa jayegi? Haan aa jayegi. Ek PlayStation aa jayega? Nahi. Kya tumhare amount mein PlayStation nahi aayega? Abhi bhi ek question hai. Bolo bolo. Kya tumhare amount mein third level ki Land Rover aa jayegi? Third level, second level kya hota hai bhai? Class hai kya LKG UKG? Land Rover mein bhi. Suno please ye. Kya tumhare mein second level ki Land Rover aa jayegi? Haan aa jayegi. Woh Miss Dior aa jayega? Dior ka perfume? Nahi. Theek hai. Tumhare amount mein third level ki Land Rover aa jayegi. Aa jayegi. Tumhara level tum hi jaano kya hai. First, second, third but aa jayegi. Baskin Robbins ki ice cream aa jayegi? Kitne rupaye ki aati hai? Aaj tak ek rupaye ka kuch samaan nahi kharidi hai. Pata kaise hoga? Kya tumhare amount mein aayegi Baskin Robbins? Haan aa jayegi. Blinkit se mangaya maine. Aa jayegi. Yaad aa gaya mujhe. Kya tumhara, arey mera question hai ye. Kya tumhara amount 80 lakhs hai? Nahi. Kya tumhara amount 100 rupees hai? 100 rupees hai? Haan. Arey, main kyun bataun? Batao mamu. Maine bola tha na ye us soch tak ja hi nahi payegi. Batao. 5 crore. Tumne aur pucha toh mana kyun kiya? 5 crore, 1 crore mein farak nahi hota? 4 crore zyada tha. Main kharcha kar raha hounga toh badi badi cheezein leni hai. Jab khud ka paisa sochna hai na toh dekho 100 rupaye. 100.