POV- When your Wife is Super Rich
(00:01) Huh?
(00:01) Kya?
(00:02) Main ek bahut bade khandaan se belong karti hoon. Mere bhai ek industrialist hai aur papa ek politician hai. Aur humare paas beshumaar daulat hai. Main 10 saal se tumhara test le rahi thi aur uss test mein tum pass ho gaye ho. Tumhare birthday ke liye papa ne ek bahut bada gift plan kiya hai. Aao main tumhein dikhaun.
(00:15) Kya bol rahi hai?
(00:16) Dekho.
(00:17) Yeh hai tumhara ghar.
(00:19) Yeh mera ghar hai?
(00:21) Yeh hamara living room aur yeh sab cheezein, even these are imported from Germany.
(00:26) Wow!
(00:27) Yeh hamara dining aur yeh hamara kitchen area.
(00:30) Kya?
(00:30) Yeh jo gold bach jata hai na uski cutlery bana dete hain. Aao, jaldi aao.
(00:35) Ah!
(00:36) Hum dono ka room hai upar.
(00:38) Aao, tumhein dikhati hoon.
(00:39) Hamare ghar mein lift hai.
(00:41) Haan, hamare toh ghar ke andar hi hoti hai.
(00:42) Sahi baat hai yaar, paisa toh kya hi ho sakta hai.
(00:45) Tumhare liye specially bar area banwaya hai papa ne and everything is imported from Italy.
(00:50) Oh yaar!
(00:51) Kaun kehta hai Hindustan sone ki chidiya hai? Mere toh sasural sone ki chidiya hai.
(00:53) Sasural sone ki chidiya hai.
(00:54) Aaja.
(00:55) Aur yeh hai hamara bed aur yeh pura sab kuch Paris se aaya hai.
(00:58) And this is our touch smart mirror.
(01:01) Yeh toh Belgium se aaya hai.
(01:02) Bhenchod.
(01:03) Bazaar mein toh discount mangti hai. Ab tu Belgium se mangwa rahi hai.
(01:05) Tu toh Belgium se mangwa rahi hai.
(01:06) Kitni pyari hai.
(01:08) Yeh toh pura din shopping karne ke baad jab thak jaao toh apne bath tub mein aram se relax karo.
(01:12) Oh yaar.
(01:13) Struggle hai hamari life.
(01:14) Full life.
(01:15) Kaisa laga phir ghar?
(01:17) Bahut achha hai yaar, bahut hi achha hai.
(01:18) Lo, phir paper sign karo.
(01:20) Are, do do.
(01:21) Are shaitani kar rahi hai de.
(01:23) De.
(01:24) Are kya kar rahi hai?
(01:25) Kya kar rahi hai?
(01:26) Kya kar rahi hai pagal ho gaya tu?
(01:27) Chup kar bazaar jaana hai sabziyan leke aani hai aur mochi ko.
(01:29) Aur tumse 20 rupaye maangne the usse baat kar lo jaake.
(01:31) Woh nahi leke aani, woh 20 rupaye maangne the usse baat kar lo jaake.
(01:33) Utho na, jaldi.
(01:35) Time nahi hai, mandi khatam ho jayegi.
(01:37) Khatam ho gaya saara.
(01:38) Samajh nahi aati.
(01:39) Yeh toh sapna tha.
(01:41) Bhagwan!