Hook
Meta ads ka lia konsa card best hai? mein aapko batata hoon theek hai 1 hai Sazid pay theek hai lekin Sazid pay ke andar aapko text pay karna padega text bohot zyada iske andar theek hai 10 to 15% aapko text parh na padega jab aap bohot zyada spending hoti hai toh phir us hisab se aapko text parh na padega So ye mein recommend karta hoon take agar aap bohot zyada spending hai toh use na karein agar aap bohot kam spending hai toh aap use kar sakte hain dosre number pe radar pay ata hai theek hai lekin abhi aapko radar pay bhi use karne ki zarurat nahi hai mein aapko batata hoon kyun Ab Binance ne apna card launch kar diya pehle kya hota tha ke aapne Binance dollar purchase kiye dollar purchase karne ke baad app ne redar pay mein dale theek hai phir usko use kiya ab wo system nahi Dalay Redar pay mein purchase karne hain apna wahan par aap ne card card wagera aap use kar sakte hain aur wahan se aap apni jo meta ki payment hai shop ki payment hai koi bhi aap payment karna chahein international app easily is card ke throuh kar sakte hain Aur aap ko tax bhi nahi parega
More breakout videos from this creator.