Hook
More breakout videos from this creator.
Daraz se ek bohot hi acha affordable air fryer aap logon ke sath share kar rahi hoon jo is sale se aap logon ne lazmi lena hai. Acha ye Philips ka air fryer hai, jo log apna wazan kam karna chahte hain uske liye bohot hi acha hai. Ye jo iski basket hai na ye removable hai, ye jo iske andar wali hai ye remove ho jati hai. Basket nikali hai isme halka sa aise oil spray kar rahi hoon. Saji banaya hai to main ye wala option dabana hai. Ye saji na maine teen char ghante se marinate ki hui hai, masale wagera laga ke. Ab main isko band karne lagi hoon. Chicken, ye. Okay bhai, I think iska time pura ho gaya hai kyunki isko maine acha khasa marinate bhi kiya hua tha. Oh wow yaar, ye kitni juicy bani hai. Das minute bhi nahi lage hardley isko. Fries to do teen minute mein hi ready ho jate hain, bas halka sa oil spray karo aur isko laga do. Acha isko main isko yahan se on karenge, air fry iska option hai aur ye hamara lag gaya. Ye maine kaha aapko dikhaun hamare fries ho gaye hain. Ye dekhen, kitne crispy bane hain, dekhen. Iske upar jo mujhe sab se achi cheez lagti hai na ki har cheez ka yahan pe button banaya hua hai, aapko ye bhi tension nahi hai ki kitne temperature pe banana hai, kitna time lagana hai. Bas yun dabao aur wo cheez aapki banna shuru ho jayegi automatically. So aap logon ke liye link laga rahi hoon, jaldi se jayen aur order kar len.