Hook
More breakout videos from this creator.
All right breaking news so bhai shayad ek plane hijack ho chuka hai. So just abhi ek plane Dubai se Israel ja raha tha and iske andar 174 passengers the and mostly ye Israel country ke the. Aur is plane ke take off karne ke 90 minute baad jaise hi ye plane Jordan ke air space mein pahuncha is plane ne code 7700 bheja jo ki ek emergency signal hai and then isne code 7500 bheja jiska matlab ye hai ki ye plane hijack ho chuka hai. Phir is plane ne U-turn liya and kuch time ke liye ye flight tracker se gayab ho gaya and Netanyah ne phir emergency meeting kari aur Israel ke fighter jets nikal chuke hain is plane ko rescue karne ke liye. And just abhi pata chala hai ki bhai ye plane Saudi Arabia country ke andar land kara hai aur saare passengers safe hain. And Israel ke official bol rahe hain ki bhai ye plane hijack nahi hua hai basically yahan pe jo pilot hai unki ladai ho gayi aapas mein hi but yeah ye situation abhi bhi develop ho rahi hai jo bhi update aayega main aapko bata dunga.