Hook
More breakout videos from this creator.
Aaja bhai aaja ghumne chalte hain. Bas do minute de abhi aaya. Are itna time nahi hai mere paas. Acha time nahi hai tere paas ruk. Aaja nahi bachega tu mere haathon se. Phone toh yaar aa gaya hai kahan chupa hai tu. Are bhai tera phone hack ho gaya hai. Kya bol raha hai. Abe ye toh teri bhabhi hai. Are ho kya raha hai. Are sabse pehle Play Store se ye wala app dono ke phone mein download kar le. Phir open karke your connection mein aa ja aur room create kar le. Phir apni girlfriend ke phone se enter room pe click karke ye wala QR code scan kar le. Ab tum dono draw karke ek dusre se baat kar sakte ho aur lock screen ke is wale feature ko on karne ke baad lock phone pe bhi baat kar paoge. Kya crazy app hai yaar abhi apni girlfriend ko bata ke aata hoon. Par tu toh janamjaat single hai.