Hook
More breakout videos from this creator.
Hi everyone, this is Neelam. Aap dekh sakte hain ke main is waqt khana kha rahi hoon aur main hoon yahan Multan mein. Main yahan pe ek shoot ke liye aayi thi and aapko pata hai main bahut zyada foodie hoon and this is my very first time in Multan and I am amazed because jis restaurant mein main hoon, mujhe continental hi khana khana tha and maine sab se poocha ke aap mujhe batayein yahan pe kahan pe achha milega. So they have really nice food. Main aapko is restaurant ka naam bata deti hoon, The BarBears hai. Inki khaas baat ye hai ke yahan pe aapko sushi milega jo ke Multan mein kahin nahi hai and the food quality is amazing, inki serving bahut achhi hai aur yahan ka atmosphere bahut achha hai, food ka taste bahut achha hai. So jab bhi aap Multan aaye, aap zaroor aaye The BarBears pe, you will enjoy the food.