Hook
More breakout videos from this creator.
Allah kare ke hamari yeh video har us bache ke paas chali jaye jo aaj nafarman hai. Maine apni zindagi ka tajurba aapke sath share karna tha. Meri walida mere sath hain. Agar aap duniya mein aur akhirat mein kamyab hona chahte hain to apne waldein ki naukri karna shuru ho jayein. Yeh dekhne mein, sunne mein yeh bohat ek ajeeb si baat hai ke kya matlab is baat ka? Aapne apne maa baap ki naukri bilkul waise karni hai jaisa office mein aap apne boss ke sath treat mein rakhte hain. Yeh main aapko duniya aur akhirat mein kamyabi ka raasta bata raha hoon kyunki maine apni personal zindagi mein 15 saal sacrifice karne ke baad, alhamdulillah, apne aap ko itna lucky jana ke main apne waldein ki naukri kar raha hoon. Aur jo naukri hai na woh isi lalach mein kar raha hoon ke mujhe jannat milegi aur Allah tala mere jannat ke baghon mein se ek bagh mujhe dega. Main jannat ka ek mahal hoga mera aur uska sila sirf yeh hai ke main apne waldein ki naukri kar raha hoon. Maa baap ki naukri mein teen cheezein aati hain. Sabse pehli cheez, inke sath behas nahi karni. Yeh ek shaitani amal hai, argument karna. Maa baap ke sath behas nahi karni. Woh jo bol rahe hain, la-be-k, la-be-k kehna unko. Doosri cheez, inke aram aur inke ashaish aur inke mood ke hisab se aapne chalna hai. Aapne apne mood ke hisab se inko leke nahi chalna. Teesri sabse important cheez, apne pyare Nabi Muhammad Sallallahu Alaihi Wasallam ki us hadees ko sunna ke woh badkismat hain jo apne waldein ko budhape mein paye aur jannat hasil na kare. Char bache hain, teen apni zindagi mein busy hain, ek ko agar aaj mauka mila hai apne aspatal le jaane ka, ek beti ko mauka mila hai apni maa ko apne paas rakhne ka, toh khuda ki kasam aap lucky ho. Char bache hain, ek toh mauka mila hai ke usne apne maa baap ke apne biwi aur bachon ke sath sambhalna hai, yeh ek bohat badi zimmedari hoti hai. Aap selected hain, chosen one ho. Aaj ki zindagi ke andar hum apne maa baap ki nafarmani isiliye kar rahe hain because reality yeh hai ke we all are materialistic and humare paas life ke andar bohat tezi se daudne ka ek potential hai jahan hum itni si zindagi mein itna sab kuch karne chahte hain. Bas itni si zindagi mein itna sab kuch karne mein yeh cheez apne pehlu se bitha lein ke apne maa baap ka maatha choomein jab ghar se jayen, jab ghar wapas aayein, inke bahane bahane se koi choti si aisi cheez le aayein, duaon ke sath, muskurahat ke sath ke yeh log pure ho jayen. Maa baap ka bohat bada role hota hai apne bachon ko bigadne ya sanvarne ka. Toh agar hum bachon ki sukoon ki asani ki hum fikar mein lage rahein aur koshish karein ke kis tarah se unhe sukoon dein, toh aap yakeen karein ke bache ke andar yeh farma bardari khud aa jati hai. Main iske liye agar sukoon ka soch rahi hoon toh Allah tala khud ba khud phir dil mein dalta hai ke haan bhai maine bhi yeh karna hai. Toh agar bacha farma bardar hai, toh iska yeh matlab nahi hai ke yeh mera kamal hai ya main koi bohat badi ponchhi hui cheez hoon. Yeh bache ki khoobsurati hai, khoobsurat dil hai. Hum maon ko bhi hum maon ko bhi chahiye ke hum apne bache ko asani dein, sukoon dein aur khayal rakhein ke agar woh itna kar raha hai toh hum usse badh ke kyunke hum maa hain, hum apne bachon ko yeh achi tarike se bata doon ke maayein kabhi naraz nahi hoti hain, maayein kabhi baddua nahi deti hain. Bas yeh hai ke 24 ghante nahi deta. Chota sa jo time hota hai woh maa ke liye bohat qeemti hota hai jo bacha pyar se maa ko de de toh. Suna maine apna point of view aapke sath rakha lekin main phir as a beta aap logon se request karunga, aap meri baat sunte ho ke yaar yeh agar galat bhi hai na toh bardasht isiliye karna hai kyunke inke bohat ehsanat hain. Maa ne apne bache ko paida karte hue jo dard saha hai na agar sari zindagi main ek tang pe khade ho ke uska udhaar utarne ki koshish karu toh main nahi utar sakta. Maa ke kadmon tale jannat isiliye hai kyunke usne us jannat ko paane ke liye apni zindagi mein sacrifice ki hai. Aur walid sahab ke bare mein yeh hai ke walid sahab jo hai woh jannat ka darwaza hain, darwaze mein enter hi nahi ho sakte jab tak aap us darwaze ke sath dosti na laga lo. So apne sath likh lo ke maa baap ki farma bardari karni hai aur sari zindagi is duniya mein bhi aur us duniya mein bhi. Maine kabhi apne maa baap ka farma bardar, ruswa hote nahi dekha. Bari bari museebatein, bari bari balaayein, bari bari pareshaniyan, bari bari imtehan aayenge aur aap kaise nikaloge aapko lagega farishton ne aapke hathon se pakad ke aapko nikal liya. Yeh mera aqida hai, yeh mera believe hai. Is pyari video ko share karein un tamam bachon ke sath jo aaj gumrah nahi main kahunga, gumrah kahunga. Woh gumrah hain. Unki zindagi mein aur unke maa baap ke sath connected ho aur unse pyar mohabbat karo. Alhamdulillah. Allah tala sab ko khush rakhe, abad rakhe, dono jahano ki izzat, eman, dolat, sukoon ata kare. Hum maon ka bhi bohat bada role hota hai apne bachon ko bigadne ya sanvarne ka. Toh agar hum bachon ki sukoon ki asani ki hum fikar mein lage rahein aur koshish karein ke kis tarah se unhe sukoon dein, toh aap yakeen karein ke bache ke andar yeh farma bardari khud aa jati hai. Main iske liye agar sukoon ka soch rahi hoon toh Allah tala khud ba khud phir dil mein dalta hai ke haan bhai maine bhi yeh karna hai. Toh agar bacha farma bardar hai, toh iska yeh matlab nahi hai ke yeh mera kamal hai ya main koi bohat badi ponchhi hui cheez hoon. Yeh bache ki khoobsurati hai, khoobsurat dil hai. Hum maon ko bhi hum maon ko bhi chahiye ke hum apne bache ko asani dein, sukoon dein aur khayal rakhein ke agar woh itna kar raha hai toh hum usse badh ke kyunke hum maa hain, hum apne bachon ko yeh achi tarike se bata doon ke maayein kabhi naraz nahi hoti hain, maayein kabhi baddua nahi deti hain. Bas yeh hai ke 24 ghante nahi deta. Chota sa jo time hota hai woh maa ke liye bohat qeemti hota hai jo bacha pyar se maa ko de de toh. Suna maine apna point of view aapke sath rakha lekin main phir as a beta aap logon se request karunga, aap meri baat sunte ho ke yaar yeh agar galat bhi hai na toh bardasht isiliye karna hai kyunke inke bohat ehsanat hain. Maa ne apne bache ko paida karte hue jo dard saha hai na agar sari zindagi main ek tang pe khade ho ke uska udhaar utarne ki koshish karu toh main nahi utar sakta. Maa ke kadmon tale jannat isiliye hai kyunke usne us jannat ko paane ke liye apni zindagi mein sacrifice ki hai. Aur walid sahab ke bare mein yeh hai ke walid sahab jo hai woh jannat ka darwaza hain, darwaze mein enter hi nahi ho sakte jab tak aap us darwaze ke sath dosti na laga lo. So apne sath likh lo ke maa baap ki farma bardari karni hai aur sari zindagi is duniya mein bhi aur us duniya mein bhi. Maine kabhi apne maa baap ka farma bardar, ruswa hote nahi dekha. Bari bari museebatein, bari bari balaayein, bari bari pareshaniyan, bari bari imtehan aayenge aur aap kaise nikaloge aapko lagega farishton ne aapke hathon se pakad ke aapko nikal liya. Yeh mera aqida hai, yeh mera believe hai. Is pyari video ko share karein un tamam bachon ke sath jo aaj gumrah nahi main kahunga, gumrah kahunga. Woh gumrah hain. Unki zindagi mein aur unke maa baap ke sath connected ho aur unse pyar mohabbat karo. Alhamdulillah. Allah tala sab ko khush rakhe, abad rakhe, dono jahano ki izzat, eman, dolat, sukoon ata kare. Hum maon ka bhi bohat bada role hota hai apne bachon ko bigadne ya sanvarne ka. Toh agar hum bachon ki sukoon ki asani ki hum fikar mein lage rahein aur koshish karein ke kis tarah se unhe sukoon dein, toh aap yakeen karein ke bache ke andar yeh farma bardari khud aa jati hai. Main iske liye agar sukoon ka soch rahi hoon toh Allah tala khud ba khud phir dil mein dalta hai ke haan bhai maine bhi yeh karna hai. Toh agar bacha farma bardar hai, toh iska yeh matlab nahi hai ke yeh mera kamal hai ya main koi bohat badi ponchhi hui cheez hoon. Yeh bache ki khoobsurati hai, khoobsurat dil hai. Hum maon ko bhi hum maon ko bhi chahiye ke hum apne bache ko asani dein, sukoon dein aur khayal rakhein ke agar woh itna kar raha hai toh hum usse badh ke kyunke hum maa hain, hum apne bachon ko yeh achi tarike se bata doon ke maayein kabhi naraz nahi hoti hain, maayein kabhi baddua nahi deti hain. Bas yeh hai ke 24 ghante nahi deta. Chota sa jo time hota hai woh maa ke liye bohat qeemti hota hai jo bacha pyar se maa ko de de toh. Suna maine apna point of view aapke sath rakha lekin main phir as a beta aap logon se request karunga, aap meri baat sunte ho ke yaar yeh agar galat bhi hai na toh bardasht isiliye karna hai kyunke inke bohat ehsanat hain. Maa ne apne bache ko paida karte hue jo dard saha hai na agar sari zindagi main ek tang pe khade ho ke uska udhaar utarne ki koshish karu toh main nahi utar sakta. Maa ke kadmon tale jannat isiliye hai kyunke usne us jannat ko paane ke liye apni zindagi mein sacrifice ki hai. Aur walid sahab ke bare mein yeh hai ke walid sahab jo hai woh jannat ka darwaza hain, darwaze mein enter hi nahi ho sakte jab tak aap us darwaze ke sath dosti na laga lo. So apne sath likh lo ke maa baap ki farma bardari karni hai aur sari zindagi is duniya mein bhi aur us duniya mein bhi. Maine kabhi apne maa baap ka farma bardar, ruswa hote nahi dekha. Bari bari museebatein, bari bari balaayein, bari bari pareshaniyan, bari bari imtehan aayenge aur aap kaise nikaloge aapko lagega farishton ne aapke hathon se pakad ke aapko nikal liya. Yeh mera aqida hai, yeh mera believe hai. Is pyari video ko share karein un tamam bachon ke sath jo aaj gumrah nahi main kahunga, gumrah kahunga. Woh gumrah hain. Unki zindagi mein aur unke maa baap ke sath connected ho aur unse pyar mohabbat karo. Alhamdulillah. Allah tala sab ko khush rakhe, abad rakhe, dono jahano ki izzat, eman, dolat, sukoon ata kare.